Junoon E Ishq !






Love is thinking of shivers as excitement. A feeling of malicious deeds. Yet an absurd, unfair sin whose value is beyond peace.


Kehte toh sab hai,
unhe pyaar hai,
Kehte toh sab hai,
unhe pyaar hai,
par kya jhuth kya sahi,
Wo lamha bhi lachar hai.

Sundar wo nahi jisse pyaar ho,
sundar wo nahi jisse pyaar ho,,
khoobsurat woh, jab hum sath ho !!
Khoobsurat woh, jab hum sath ho !!

Hakikat mein, kya hai ye pyaar ??
hakikat mein, kya hai ye pyaar ??
pyaar wo nahi, jo sath hai,
Shayad hum sabke pas hai.

Subah ki chai aur raat ka khana,
sath ho tumhare, toh thamb jaye zamana.
uska eak dafa palat ke dekhna,
lage jaise jannat ke phool ka khilna,
shayad wo pyaar nahi,
Agar hum sath nahi !

Kisi savare wo bhikre hue baal,
ya thand mein tamatar jaise gol gaal,
kabhi wo crop top with jeans wali modern,
ya salwar kurti wali star !
uski haar adda mein nasha hai yaar,
jaise dariya ka wo kinara,
Aur uss kinare pe eak lauta mein aawara !!

Wo monthly PMS wale mood swings,
ya sharmate waqt eye winks,
kuch samjhate waqt wo hands gestures,
ya khushi mein uske adventures,
inn sab ke bawajud eak hi hai treasure,
Cause we're together !
Cause we're together !

Dikhi wo, toh masoom muskan,
na dikhe toh din bejann,
lunch time pe wo sharing,
ya din ratt ki caring,
sone se pehle ka 'I love you',
And morning mein 'I am nothing without you' !

Kabhi dard uska toh zakham mera,
ya gam mera toh aansu uske,
Jism eak lekin jann do,
jaise basic mein aur advance wo.

Par harr story mein hai dikkat,
kyuki arrogance bhi hai shiddhat,
kaash nahi hoti wo fight,
Cause now, nothing is right !

We were there,
unfortunately it wasn't a love affair.
both of us not a pair,
a moment unable to spare,
was this an end story ?
God knows why it wasn't a glory !

If this story has an ending,
then why the egos aren't bending,
cause the time is ending,
And we both are descending.

Shayad wo pyaar nahi,
Agar hum sath nahi.
Shayad hum sath nahi,
Kya wo pyaar sahi ??


Thank you for listening !

Comments

Popular Posts